Monday 15 August 2016

google se paisa kaise kamaye


image
Hello Friends, Aaj ke Es Latest Post Ham Jaanenge Ki Google Se Paise Kaise Kamate hai. Google World Se Ki Sabse Badi Tech Company hai, Agar Logo ko kuch bhi janna hota hai, to we Sabse Pahle Google.com Par Search Karte hain,Aur Esa Koi Qustion Nahi, Jiska Answer Google Ke Pass Nahi Hoga. Lekin Friends, Kya Aapko Pata Hai, ki Bahut Se Ese Log hai jo Google Se Bhi Paise Kmaa Rahe hai, Aaj Ke Es Post Me Ham Yahi Jaanenge Ki Google Se Paise Kaise Kamaye Jaatehai.
How to Make Money From Google (3 Best Ways)
#1. Google Blogger Se Paise Kamaye –
Friends, Google Blogger Paise Kamane Ka Sabse Famous Tarika Hai, Aur Bahut Se Ese Log Hai, Jo Google Blogger Ke Dwara Paise Kmaa Rahe hai. Blogger Se Paise Kamane ke liye Aapke Paas Kisi Technical Knowledge ki jarurat nahi hai, Blogger Se Blog Banana Bahut Aasaan Hai, Agar Aap Janna Chahte hai, Blog kaise banaya jata hai, to Eske liye hamne ek post likha hai, Jise Aap Yahan Se Padh Sakte hai, 2 Minute Me Ek Free Blog Kaise Banaye.
Blogger Se Paise Kamane Ke Liye Kya Chahiye
1. Computer (Laptop) With Internet Connection
2.Gmail (Google) Account
3. Basic Technical Knowledge
4. Writing Art
5. Also Need Patients (Dherya)
Blogger Se Paise Kaise Kamaye
Friends, Ab Aap Soch Rahe Honge, Blogger Se Blog Banana Bahut Easy Hai, Lekin Esse Paise Kaise Kamaye, To Mai Aapko Aapko Bata Du, Blog Banane Ke baad Aap Apne Site/Blog Par Ads Dikha Kar Paise Kama Sakte hai. Ads ki Liye Aapko Google Adsense Par Register Karna hoga, Agar Aapke Blog Par Minimum 500 Visitor Per Day Aate hai, to Blogger Se Aap Kuch Paise Kama Sakte hai. Waise India Me Ese Bahut Se Bloggers Hai, Jo Blogging Se Bahut Paise Generate Kar Rahe Hai, Enme Amit Agarwal, Harsh Agarwal Shamil Hai.
#2. YouTube Se Paise Kamaye –
image
Friends, Kai Baar Aapne YouTube Par Online Videos Dekha hoga. YouTube Online Video Dekhne Ke Liye sabse best Aur popular site hai. Kya Aapko Pata Hai, ki Aap YouTube Se Paise Bhi Kama Sakte hai. Agar Aap Badhiya Video Click Karte hai, to Aapko Us Video Ka Paisa Bhi mil sakta hai, Karna Bas Aapko Yah hai ki Apna alag video banayiye. Video Monetize Kariye, Aur Google Adsense Ko Apne YouTube Account Se Connect Kariye. Video Upload Karne Ke baad Jitna Aapke Views Honge, Us Hisab Se Aapko Ads Dekhane Ke Paise Milenge.
YouTube Se Paise Kmaane Ke Liye Kya Chahiye
1. Computer With Internet Connection
2. Gmail (Google) Account
3. Video Banane, Edit Karne Ki Knowledge
4. Need Some Minds
YouTube Se Paise Kaise Kamaye
YouTube Se Paise Kmaane Ke Liye Aapke Paas Ek Gmail Account Hona Chahiye. Agar Aapke Paas Gmail Account Nahi hai, to Yahan Se Ek Naya Gmail Account Banaye. Ab Aapko Ek YouTube Channel Banana Hoga, Jo Aap Yahan Se Bana Sakte hai. YouTube Channel Banane Ke baad Bari Aati hai, Video Upload Karne ki. Video Upload Karne Ke Liye YouTube Ke Upload Section Par Jayiye, Aur Video Upload Kariye.
Monetize Your Video – Paise Kmaane Ke Liye Aapko Video Ko Monetize Karna hoga. Monetize Ka Matlab hota Hai ki Aap YouTube Ko Ads Dekhane Ko Allow Kar Rahe Hai.
Video Monetize Karne Ke Liye Monetize Sections Par Jayiye, Yahan Se Aap Videos Ko Monetize Kar Sakte hai.

image
Ab Aap Apne YouTube Account Ko Google Adsense Se Jod Sakte hai. JB Aapke Videos Par Kuch Views Aa Jate hai, To Adsense Aapka Account Verify Karke Ads Dekhta hai, Esse Aap Kuch Paise Generate Kar Skate hai. Dhyan Rahe YouTube Par Kisi Ka Copyright Video Upload Nahi Karna Hai, Aur Na Hi Porn Video, Ye YouTube Aur Adsense Ke Guidelines Ke Khilaf hai, ESA Karne Se Aapko Adsense Account Ban ho Sakte hai. YouTube Par Kewal Apne Bananye Hue Unique Video Daliye.
#3. Google Referral Program Se Kamaye –
Friends, Internet Par Kai Sare Referral Program Available hai, Jo Blog Owners ko Internet Se Paise Kmaane Ka Option Deti hai., Lekin Jyadatar Se Paise Kamana Mushkil hota hai, Aur Kam Payout Bhi Eski Sabse Badi Samaya hai. Lekin Ab Es Samsya Ka Solution Google Aapke Liye lekar aaya hai, Yaha Aap  Logo Ko Google Ke Products Sell Karwa Ke Har Sell Se US 7.5 $ PA Sakte hai. Agar Aap Ek Blog Owner Hai Ya Aapke Facebook Ya Kisi Anya Social Network Par Jyada Follower hai, to Aap Esse kuch commission Pa Sakte hai. Aap Per Sale Par 7.5 US Dollars PA Sakte hai.
Google Referral Program Se Paise Kmaane Ke Liye Kya Chahiye
Friends Google Referral Program Se Judne Ke Liye Koi Khash Shart Nahi Hai, Bas Aapke Paas Ek Gmail Account Hona Chahiye. Lekin JB Tak Aapke Paas Ek Badhiya social network Nahi hoga, to Aap Esse Paise Nahi kmaa sakte, Eske Liye Aapke Paas Ek Blog (Website) Ya Facebook, Twitter Followers Hona Chahiye. Agar Nahi hai To Yahan Se Jaaniye Ek Free Blog Kewal 2 Minute Me Kaise Banaye.
Google Referral Program Se Paise Kaise Kamaye.


Google Referral Program Se Judne Ke Liye Sabse Pahle Aapko Yahan Se Register Karna hoga.
Register Karne Ke Liye Es Link Par Click Kare –
https://www.google.com/intx/en_in/work/apps/business/landing/partners/referral/join-now.html
Yahan Apna Naam, Email Dalkar Submit Kare.

1 comment:

  1. Hello Sir Muje Ek Help Chahiye Meri eK Website Hai www.freehindihelp.com
    Us Me mujhe visiter badhana hai to koi tips ho to batao.Me Blog me naya hu
    pls help me. Post ke liye best keywords kaise praprt kare

    ReplyDelete